How to start investing in groww app

 How to start invest in groww app

Grow app me invest karna bahut hi simple hai iska interface itna simple hai ki aapko koi paresani nhi hogi fir bhi mai is post me aapko step by step samjha duga ki kis tarah se aapko investment karna hai .

Sabse pahle aapko groww app me apna account login kar lena hai agar aapne abhi tak groww me account open nhi kiya hai to niche diye link se abhi open kar lo aapko 300 rupye cashback bhi milega

          Open Account Now

Stock vale section me jana hai aur jo bhi stock aapko buy karna hai use aap upar search vale section me likh kar search kar lijiye example ke liye mai rellince ka share buy karke dikha raha hu 


Click on Buy button and then next windows enter quantity how many buy share 
Share ko buy karne se pahle aapko apne demet account me money add kar lena hai uske bad hi aap koi share buy kar sakte hai 
Mai aapko tips de raha hu jaise abhi corona aaya tha to bahut sare share rate gir gaye the to aap is samay bhi profit kar sakte hai aapko share buy ki jagah sell karna hota hai jisase share jitna niche jayega aapka profit utna hi badhta rahega 
Share market bahut hi risky hai bina tenchnical and fundamental Knowledge ke kisi bhi share me invest na kare 
Ha aap badi badi compny hai jaise rellince, tata, adani jaisi compny me invest kar sakte hai aapko aane samay achha profit banega .



Agar aapko mera ye post pasand aaya ho to like comment aur mujhe Facebook par follow kar sakte hai .

Post a Comment

0 Comments